Koi diwana kehta hay — Urdu Poetry — Read Urdu and English poetry

Pages

Sunday 15 July 2012

Koi diwana kehta hay




Koe deewana kehta hai koe pagal smjhta hai

Mgr dharti ki bechaini ko sirf baadl smjhta hai

mai thj say door kaisa ho tu mhj say door kaisi hai

Yeh tra dill smjhta hai ya mra dill smjhta hai

Muhabbat aik ehsaso ki pawan c kahani hai

Kabhee woh dewana tha kbhee woh dewani hai

Yahan sb log kehty hai k mre aankhon mai aanso hai

Jo tu smjy to moti hai jo na smjhy to paani hai

Sumander peer ka andr hai pr ro nhe sakta

Yeh aanso piyaar ka moti hai essy kho nhe sakta

meri chahat ko tu aapna bna laina mgr sun lai

Jo mra ho nhe paaya woh tra ho nhe sakta.

No comments:

Post a Comment