All types of poetry ,urdu poetry online, English poetry online ,Islamic poetry online , Love poetry online , Friendship poetry online, Love Quotation ,Smily Quotes , Sad Quotes , Quotes about me
Sunday, 26 August 2012
Thursday, 23 August 2012
Saturday, 18 August 2012
Thursday, 16 August 2012
Tuesday, 14 August 2012
Kaha tha na
Kaha tha naa?
Humen aik khwab rehne do.
Bohat he shoq tha tum ko
Humara dil dukhane ka
Musalsal chott ki zad per
Humen taqseem karne ka
Humen mitti bana ker rait main Tajseem karne ka!
Chalo khush ho gaye na ab…?
Tumhen apna samajhne ki
Jo ghalti hum ne ki thi na.
Bohot hai ab.
Bohot takleef di hai duniya walon ne
Bohot he chott khai hai zamane se.!
Magar hum bhi ajab thay na.?
Kisi k chain ki khatir
Sukoon apna luta bethe
Kisi ki khwahishon ko ahem hum ne
Itna jaana k
Ghuroor apna mita bethe
Bohot nadan thay na hum.?
Chalo achha howa khush-fehmion ka
Silsila toota,
Thakan jo hai guzarte waqt k sang
Dhal he jaye gi.
Magar hum bhi ajab thay na.?
K hum to waqt k sang
Toot jaate hain magar
Torra nahi kerte
K hum ne bad-dua dena nahi seekha
Dua ye hai k tera samna na ho
Kisi k saath bhi mujh sa bura na ho.!
Bohot masoom thay na hum.?
Kaha tha na...?
Humen aik khwab rehne do.
Humen aik khwab rehne do.
Bohat he shoq tha tum ko
Humara dil dukhane ka
Musalsal chott ki zad per
Humen taqseem karne ka
Humen mitti bana ker rait main Tajseem karne ka!
Chalo khush ho gaye na ab…?
Tumhen apna samajhne ki
Jo ghalti hum ne ki thi na.
Bohot hai ab.
Bohot takleef di hai duniya walon ne
Bohot he chott khai hai zamane se.!
Magar hum bhi ajab thay na.?
Kisi k chain ki khatir
Sukoon apna luta bethe
Kisi ki khwahishon ko ahem hum ne
Itna jaana k
Ghuroor apna mita bethe
Bohot nadan thay na hum.?
Chalo achha howa khush-fehmion ka
Silsila toota,
Thakan jo hai guzarte waqt k sang
Dhal he jaye gi.
Magar hum bhi ajab thay na.?
K hum to waqt k sang
Toot jaate hain magar
Torra nahi kerte
K hum ne bad-dua dena nahi seekha
Dua ye hai k tera samna na ho
Kisi k saath bhi mujh sa bura na ho.!
Bohot masoom thay na hum.?
Kaha tha na...?
Humen aik khwab rehne do.
Monday, 13 August 2012
Friday, 10 August 2012
Passion and Silence
Passion and silence are two powerful energies
passion makes you mentally strong
& silence makes u emotionally strong
passion makes you mentally strong
& silence makes u emotionally strong
Thursday, 9 August 2012
Urdu Poetry Main logon se
Rida says :
Main logon se mulakatoon k lamhay yad rakhti hoon
batain bhool b jaoon to lehjay yaad rakhti hoon
Main logon se mulakatoon k lamhay yad rakhti hoon
batain bhool b jaoon to lehjay yaad rakhti hoon
Sar e mehfil nigahain mij pay jin logon ki parti hain
nigahoon k hawalay se wo chehray yaad rakhti hoon
zara sa hat k chalti hoon zamanay ki riwayat se
k jin pay booj main daloon wo kanday yaad rakhti hoon
dosti jis se ki us se nibaoon gi ji jaan se
main dosti k hawalay se rishtay yaad rakhtii hoo
Wednesday, 8 August 2012
A real Experiance
A real experience of my life
whenever i gave lot of importance to someone
in my life
i lost my importance in their life
whenever i gave lot of importance to someone
in my life
i lost my importance in their life
Monday, 6 August 2012
Kya Howa
Kya Hua Jo TuMhara Saath Nahi,
Mere Hathon Main TuMhara Haath Nahi,
Mere Liye TuMhari Yaadein Hi Kafi Hain,
Mohabbat Main Zaroori MulaQat Nahi,
Main Sari UMar Tarsi Hoon Chahat Ke Liye,
Mere Naseeb Mein Shayad Ye Saugat Nahi,
Is Andaaz se Bikhar Kar Phir SiMat Na Saki,
Mujhe SaMetne Wala Hi Koi Haath Nahi,
Jis Ki Dosti Peh Naaz Tha, Wo Dost Bhi Gaya,
Kis Qarb Se Kaha Kisi ne Koi Baat Nahi
Mere Hathon Main TuMhara Haath Nahi,
Mere Liye TuMhari Yaadein Hi Kafi Hain,
Mohabbat Main Zaroori MulaQat Nahi,
Main Sari UMar Tarsi Hoon Chahat Ke Liye,
Mere Naseeb Mein Shayad Ye Saugat Nahi,
Is Andaaz se Bikhar Kar Phir SiMat Na Saki,
Mujhe SaMetne Wala Hi Koi Haath Nahi,
Jis Ki Dosti Peh Naaz Tha, Wo Dost Bhi Gaya,
Kis Qarb Se Kaha Kisi ne Koi Baat Nahi
Muhabbat
_ Aoo Muhabbat Seekhain _
Main ne aik kitaab parhi jis k pehlay page pay likha tha
ao muhabbat samjain
aur akhri page pay likha tha
jo samaj k ki jaye wo muhabbat nahi hoti
aur
aj tak main muhabbat nahi samaj paya
kun k
muhabbat jab hoti hay to samaj nahii rehtii
aur jab samaj ati hay tab mujabbat nahiii rehti
Main ne aik kitaab parhi jis k pehlay page pay likha tha
ao muhabbat samjain
aur akhri page pay likha tha
jo samaj k ki jaye wo muhabbat nahi hoti
aur
aj tak main muhabbat nahi samaj paya
kun k
muhabbat jab hoti hay to samaj nahii rehtii
aur jab samaj ati hay tab mujabbat nahiii rehti
Saturday, 4 August 2012
Friday, 3 August 2012
human behaviour
Human behaviour is complex and predictable
in ane minute u will see them laughing with u
on the next you will see them laughing at u
Wednesday, 1 August 2012
Mohabbat Dukh
Mohabbat Dukh Tou Deti Hy...
Magar Ek Baat Kehni Hy...
K Jisko Chaha Jata Hy...
Zaruri Ye Nahi Hota....
K Usko Pa Liya Jaye...
Kabhi Us K Bicharney Se...
Mohabbat Kam Nahi Hoti...
Zara Si Dair Pehly Tou...
Magar Ek Baat Kehni Hy...
K Jisko Chaha Jata Hy...
Zaruri Ye Nahi Hota....
K Usko Pa Liya Jaye...
Kabhi Us K Bicharney Se...
Mohabbat Kam Nahi Hoti...
Zara Si Dair Pehly Tou...
Yehi Ehsas Hota Hy...
K Koi Jee Nahi Skta...
Magar Phir Rafta Rafta Hi..
Haqeeqat Khulti Jati HyK . . ..
Mohabbat Wo Nahi Hoti...
K Jis Ko Paa Liya Jaye..
Mohabbat Wo Bhi Hoti Hy..
Jo Hamesha Saath Rehti Hy...
Kabhi Dukh K Andhero'n Mein...
Kabhi Khushio'n K Daaman Mein...
Kabhi Wo Aas Deti Hy..
Kabhi Umeed Deti Hy....
K Koi Jee Nahi Skta...
Magar Phir Rafta Rafta Hi..
Haqeeqat Khulti Jati HyK . . ..
Mohabbat Wo Nahi Hoti...
K Jis Ko Paa Liya Jaye..
Mohabbat Wo Bhi Hoti Hy..
Jo Hamesha Saath Rehti Hy...
Kabhi Dukh K Andhero'n Mein...
Kabhi Khushio'n K Daaman Mein...
Kabhi Wo Aas Deti Hy..
Kabhi Umeed Deti Hy....
Subscribe to:
Posts (Atom)